The biggest Urdu poetry web site of the world. Thousands of Urdu poems/ghazals. No need to download or install any font. First and largest Urdu portal from Pakistan.
RASTA
Hamarey ta’aruff ko yehi baat kaafi hai…
ussey hum Chor detey hain Jo RASTA aam hojaye…
Hai Kuch To Baat Momin Kiyo Chha Gaee Khamooshi
Kis Bot Ko Diya Diy Dil Kiyo’n Bot Sey HogayeHo
bhoolkar zaat tum ko yaad kiya
baat be baat tum ko yaad kiya
neend naraz ho gayee ham sey
ham ney jis raat tum ko yaad kiya
~bhOol~
mujhEy raastaa dikha kaR kOi bhOol kaR na dEna……
main vOh azaaD panChEe hOon jO pinJra aaP chuntEy hain……..
Saath Lati Hai Aik Aik Manzar
Yaad Kuch BHOOL Kar Nahi Aati
~yaaD~
yaad rukhna hee nahi suBb kuCh……
bhOol jaana bhEe baRi baat hua kaRti hai……..
(nEt prOblem ki wajha sey dOuble pOstinG hO gYee……..)
yaAd~
yaaD rukhna hee nahi subB kuCh…..
bhOol jaana bhEe baRi baaT hua kaRti hai…….!!
Allah Karey Jahan Ko Meri Yaad Bhol Jaye
Allah Karey Ke Tum Kabhi Aisa Na Kar Sako__________________talatseer
***AAG***
Allah rey judayi ney nayi aag jaladi
socha tha dur hoker aaram milega
bakhshish hua yaqeen, gumaN be-libaas hy,
hay aag jama-zaib, dhuaaN be-libaas hy
Joan Elia__________________
========================================
jo khud ko smjha beTha ho, ab usko smjha’y kon
kya ab bhi malum na hota, apny kon, pra’y kon
us basti se chand sitary, titli jugnoo miltay haiN,
lekin aik pryshani hy, us basti meiN ja’ay kon???sb se zyada pyar hy tm se, lekin apni zat se km,
schi bat yhi hy pyary! jhoTi qsmeN kha’y kon…
======================================== (taqi abbas