The biggest Urdu poetry web site of the world. Thousands of Urdu poems/ghazals. No need to download or install any font. First and largest Urdu portal from Pakistan.
Yeh Degree bhi lelo, Yeh Naukri bhi lelo,
Bhale mujhse lelo woh US ka Visa,
Magar mujhko lauta do college ki canteen,
Woh PheKha Samosaa, Woh thanda saaa paani,
Woh College ki sabse – purani nishaanee,
Woh chai vaalaa jisko – saare kehte the… jaani,
Woh jaani ke hathon – ki ’cutting’ chai meethi,
Woh chup-kese journal – mein jo bheji thi chitthi,
Woh padhte hi chitthi – tha uska bhadakna,
Woh chehre ki laali, woh aankhon kaa gussaa …
Woh Phekha samosa, woh thanda saaa paani………..
Kadi dhoop mein – apni room se nikalnaa,
Woh project ki Khatir – tha dar dar bhataknaa ,
Woh lecture mein doston – ki proxy lagaanaa,
Woh sir ko chidana, aeroplane udaanaa,
Woh submission ki raton – ko jagna jagaanaa,
Woh viva ! s ke kisse, woh pracs ki kahani….
Woh Phekha samosa, woh thanda saaa paani……….
Woh dena Bimaari – ka har time bahana,
Woh doosron ka assignment – ko apnaa banana,
Woh seminar ke din – pairon ka chat-patanaa,
Woh workshop mein din bhar – pasinaa bahanaa,
Woh slogans banana – aur Gym me rakhadna,
Phir Exam ke din ko – tha bechain hona,
Woh Phekha samosa, woh thanda saaa paani……..
College ki thi – woh lambi si raatein,
Woh doston se tapre pe – pyaari si Baatein;
Woh gathering ke din ka – jo ladnaa Jhagadnaa;
Woh kudiyon ka yuhin – hamesha akadnaa;
Bhulaaye nahin bhool sakta hai koi ——-
Woh college, woh baatein, woh guzara jamana…
Woh Phekha Samosa, Woh thanda saaa paani…..
B]Aadat Remix !
Aaaaaaahhhhhhhhhhhhh hh !!
Najany kab say
grade buray aatay hain
Mujhe phir bhi akallll…ll…. kion nahin aati hai??
Najany kab say…..
Door jitna ’A’ hay mujh say… paas ’F’ kay main..
Ab to aadat se hai mujh ko.. fail honay main….
teachers ko koi shikwa hi nahin hai..
Ab to zinda hoon main detention center main..
kitab aisi hai yeh meri.. chalti jaey…
theory aisi hain yeh isski.. mujh ko sataaaey…!
yaad karna itna mushkil hai kay dil doob jaey…
aur aankhoon main yeh sum num ban jaey
hey hey haiy hi haey hay ohohohohhhhhhhhhhhhh h….
ab to aadat si hai mujh ko fail hoanay main
hey hey haiy hi haey hay ohohohohhhhhhhhhhhhh h ahahahahahhhhhhhhhhh hh
sab formulay hain..!
sab theorian hain……!!
bhoola do unhain..!
jala do unhain………….. ……………
ahahahahahhhhhhhhhhh hh ahahahahahhhhhhhhhhh hh ahahahahahhhhhhhhhhh hh
ahahahahahhhhhhhhhhh hh ahahahahahhhhhhhhhhh hh ahahahahahhhhhhhhhhh hh
ohohohohhhhhhhhhhhhh h …………..
aaa…..aaa….aa… ..! ab to aadat si hai mujh ko….!!!![/b] ;;) .blushy /kioye
BAZAHIR WO MERA KHAYAL KARTI HAI
JHOOT BOLTI HAI MAGAR KAMAL KARTI HAI
DIL HAI MERA LOSE ISAY NA KARNA USE
AGHAR HOGAYA FUSE TUMHAI PARANGAY SHOES
APPLE KAT’TA HO KNIFE SE
PANI PITA HO PIPE SE
KIYA ZAMANA AGAYA Hai
JUTAI KHATA HO WIFE SE
HUM CHAHAIN AAP KO
AAP CHAHAIN KISI AUR KO
AAP JISAY CHAHAIN KHUDHA KARAY
WO CHAHAIN KISI AUR KO TU SAWAL NAHI EK PHALI HAI
MERI MANZIL TU NAHI TARI SAHELI HAI TU
SHAMA HOTI MAIN PARWANA HOTA
NA TU COACHING JATI NA MAIN DIWANA HOTA
PYAR MAIN KISI NE DHOKHA KHAYA
TO KISI NE KSAM KHAI HAI
HUM WO MAJNOO HAI
JIS NE SIRF LAAT KHAI HAI
DUNIYA SE JO DARAY USAY KAHIL KHATE HAI
DUNIYA JIS SE DARAY USAY SHAIRE KHATE HAI
SHAIR CHARA SAMAJ KAR HAR GHADHA CHARNE LAGA
URDU ZABAN AATI NAHI SHAIRE KARNE LAGA
SHAMA RO RO KAY PARWANOO SE KHA RAHI HAI
MUJAI RUMAL LA DO MARI NAAK BHA RAHI HAI
HUM DIL KI THABHAI KA SAMAN NA KARANGAY
BUN JAINGAY DHULAY MAGAR HAAN NA KARANGAY
PANI AANAY KI BAAT KARTE HOO
DIL JALANE KI BAAT KARTE HOO
CHAr DIN SE MOO NAHI DHOIYA
UM NAHANE KI BAAT KARTE HOO
PHOOL KO MAT TORO KANTA LAG JAI GA
LARKI KO MAT CHAIRO CHANTA LAG JAI GA
Rail ke Dibbe men ye qissaa huaa
Ek bachaa zor se rone lagaa
Maan ne samajhaane kii koshish kii bohaaaaaaat
Us ko behalaane kii koshish kii bohaaaaaaat
Thak ke Aahir loriiaan gaane lagii
Bijaliyaan kaano par barasaane lagii
Das minute tak Loriaan jab Wo gaa chukii
tilmilaa kar bol uthaa ek Aadmii
"Behanjii, itanaa karam ab kiijiiye
Aap is bachche ko Rone diijiiye!"
@};- @};- @};- @};- @};- @};- @};- @};- @};-
jis din huaa Pathaan ke Murge kaa intqaal
DaaWat kii maulavwi kii tab aiaa use Khiaal
Murdaar Murg kii hui mullaah ko jab Khabar
saaraa badan sulag uthaa, Gaalib huaa jalaal
kehne lage khilaao ge Haraam Gosht?
tum ko nahin zaraa bhii shariyat ka kuchh Khiaal
murdaar Gosht to shariyat men he Haraam
jab tak na zibaah kiijiye, hotaa nahi halaal
fatawaa jab apanaa maulavii saahab sunaa chuke
jhunjhalaa ke Khan ne kiyaa tab un se ye sawaal
kaisii hai aap kii ye shariyat bataaiiye
bande ko kar diyaa hai Khudaa se bhii baakamaal
Allaah jis ko maar de, ho jaaye wo Haraam
bande ke haath jo mare, ho jaaye Wo halaal
mazahiya ghazal
Jab se begam ne mujhe murghaa banaa rakhaa hai
maine nazron ki tarah sar bhi jhukaa rakhaa hai
Bartanon! aaj mere sar pe baraste kiyun ho
maine tumko to hameshaa shulaa rakhaa hai
pahle belan ne banaayaa mere sar par gomad
aur ab chamte ne meraa gaal sujaa rakhaa hai
saare kapre to jalaa daale hain begam ne
tan chhupaane ko baniyaan phataa rakhaa hai
wohi duniyaa mein muqaddar ka sikander yehan thahraa
jisne khud ko abhii shaadi se bachaa rakhaa hai
pee jaa is maar ki talkhii ko bhii hans kar naasir
maar khaane mein bhii qudrat ne mazaa rakhaa hai
Aansu jo beh rahey hein inhein behne do
Yeh keh rahey hein dil ki baat, kehne do
Bohoot bewafa ho tum, yeh hum ko hai maloom
Tum apni wafa ki baat, apne tak hi rehney do!
/cheypi / /clap5 .blushy /blush6 :-p /yhug :pagal /clap5 /chicken
ishq main sabb ka INTEREST hona chahiayy…..
ishq bhi laazmi SUBJECT hona chahiayy………
lardkiyun ko iss main SELECT hona chahiayy……. /blush6
lardkon ka dakhlaa DIRECT hona chahiayyy….heheheh e
Tu meri sohbat par naaz karti
Bina-jhijhak mujhe aishnae-raz karti
Agar mera raqeeb mujhe chera karata
Singh marta fauran usse takkar karata
Raat ko sardi main bahir akra hota
Kash is eid par main tera bakra hota
Fir eid par "zibah" ho jata mein
Teri khatir Kut mar jata main
Teri muhabbat ne kuch iss tarah jakda hota
Kash is eid par main tera bakra hota.__________________
Aap hamari gali mein aaye
Thoda sharmaye..
Thoda itraye..
Thoda muskuraye..
Thoda ghabraye aur fir
jorse chillaye ………
khali dabba bottle plastik dedo……… /laugh2
Apni aaisee wife ho,.
5’6" jiski height ho,
Jeans tight tight ho,
Chehra jiska bright ho,
Umar 22 se 27 ho,
Aise apni Wife ho.
Sadak per sab kaheN kya cute ho,
Bhir me sab kaheN side ho, side ho,
Pindi, Islamabad ya Peshawar ki paidaish ho,
Sas ki khidmat jiski khwahish ho
Aisi apni Wife ho.
Padosi jab baat karay to haath me knife ho,
Dinner ke waqt candle light ho,
Ham me tum me kabhi na koi fight ho,
Milnay ke baad dil delight ho,
Aise apni Wife ho.