The biggest Urdu poetry web site of the world. Thousands of Urdu poems/ghazals. No need to download or install any font. First and largest Urdu portal from Pakistan.
Kahin Barish Baras Jaey
Kahin Darya Taras Jaey
Kahin Aa Kar Gata Therey
Tumhere Or Merey Darmiya
Aaa Kar KHUDA Therey…
Tu ………!!!
Us Lamhey Merey Jiwan Mein
Tum KHUDA Ke Baad Aatey Ho
Mujhey Tum Yaad Aatey Ho
Mujhey Tum Bohat Yaad Aatey Ho….
Farz karo
hum bhor samay ke panchhi hote
udte udte ek dooje ko chhoote aur phir
khule gagan ki khuli aur besarfa ankhon me
kho jate
abre bahar ke jhonke hote
mausam ke ek benaqsh se khwab me milte
aur juda ho jate
khushk zameeno ke hathon pe
sabz lakeeren kundah karte
aur andekhe sapne bote
apne apne ansu rokar chen se sote
farz karo
hum jo kuch ab hain woh na hote………….
abhi to rut badalni thi, abhi to phul khilne the
abhi to raat dhalni thi, abhi to zakhm silne hte
abhi to sarzameene jaan pe ek badal ko ghirna tha
abhi to wasl ki barish me nange paon chalna tha
abhi ti kishte gham me ek khushi ka khwab bona tha
abhi to sekron sochi hui baaton ko hona tha
abhi to sahilon pe ek hawae shaad chalni thi
abhi jo chal rahi hai ye to kuchh din baad chalni thi![]()
اک رات ÛÙˆÛŒ برسات Ø¨ÛØª
میں تڑپا ساری رات Ø¨ÛØª
ÛØ± غم تھا زمانے کا لیکن
میں ØªÙ†ÛØ§ تھا اس رات Ø¨ÛØª
پھر آنکھ سے اک ساون برسا
جب Ø³ØØ± Ûوئ تو کیا دیکھا
ÙˆÛ Ø¨Ø§Ø¯Ù„ کتنا ØªÙ†ÛØ§ تھا
جو برسا ساری رات Ø¨ÛØª
Zraa sa faisla kerna…!
Barra dushwaar hota hay..
Zraa sa faisla kerna…
K zindagi ki Kahaani ko…
Bayaan-e-bazabani ko…
Kahaa’n say yaad rakhna hay…
Kahaa’n say bhool jana hay…
Kisay kitna bataana hay…
Kis say kitna chhupaana hay…
Kahaa’n ha’ns ha’ns k rona hay…
Kahaa’n ro ro ka has’naa hay…
Kahaa’n awaaz daini hay…
Kahaa’n khaamosh rehna hay…
Kahaa’n rastaa badlna hay…
Kahaa’n say lout aana hay…
Barra dushwaar hota hay…
Zra sa fisala kerna….!!
RAAZ KI BAATEIN LIKHEIN AUR KHAT KHULA REHNEY
DIYA…
raaz ki baatein likhi aur Khat khulaa rahaney diya
jaaney kyunn rusavaiyoon ka silsila rahaney diya
umr bhar merey saath reha kar wo na samujha dil ki baat
do diloon ke daramiyaan ik faasala rahaney diya
apni fitarat wo badal paya na iske bawajood
Khatam ki ranjish magar gila rahaney diya
main samujhti thi Khushi dega mujhe "HAFSA" fareb
is liyein main ne Gamoon se rabata rahaney diya…
TU DHEERAY SE SIR JHUKAYA :
AUR MUKURA K KAHA
LAKEERAIN JHOOT BOLTI HEN….
DONO HII
AZZAAD-RO
HAIN
DONO QAID NAHI HO SAKTE…
MERE KHAWAAB
AUR
TUMHARI KHUSHBUU
Suno!!!!!
Agar main bhool ja’ooN tu
Agar main rooth ja’ooN tu
Kabi wapis na aa’oun tu
Bhula paa’oo gay ye sab kuch
Yuunhi hansty raho ge kia
Yuunhi sajtey raho ge kia
Yehi batein haiN bas uski
Yehi yaadein hain bas uski
Mujhe itna pata hai bas……!
Mujhe wo pyar kerta tha,