The biggest Urdu poetry web site of the world. Thousands of Urdu poems/ghazals. No need to download or install any font. First and largest Urdu portal from Pakistan.

Archive for the ‘Urdu Nazam’ Category


ghata chaee
zameen par aasmanoon say
baha pani
faqat ik dard ka jatka tha
faqat mousam ka johnka tha
biche phr dard ke chadar
para phr zard sa mousam
andehry nay dhahka sabza
chla johnka jo sabzy main
to majnoo-n nay
churaya shakh say bazoo
k
SHAYD A GAYA "mali"
ulaj kar reh gya daman
gira wo phool "chanb-yli"
churaya khoob majnoo-n nay
magar ,ulja,patha,daman
wo ankhin ,sur-mai mousam
boht hiraa-n hoi-n yak dam
kahan dahje!
kahan bazo!
kahan daman!
kahan johnka!
"hawa say dar gaya pagal"

Han A Dil-A-Diwana Woh Aaj Ki Mahfil Main Hum Ko Bhe

Jun 2, 2008 Author: admin | Filed under: Urdu Nazam

Han A Dil-A-Diwana

Woh Aaj Ki Mahfil Main

Hum Ko Bhe Na Pehchana

Kya Soch Liya Dil Main

Kyun Ho Gaya Begana

Han A Dil-A-Diwana

Who Aap Bhe Aatay Thay

Ham Ko Bhe Bulatay Thay

Kis Chah Say Miltay Thay

Kya Piyar Jatatay Thay

Kal Tak Jo Haqiqat Thi

Kyun Aaj Hai Afsana

Han Dil-A-Diwana

Bas Khatam Howa Qissa

Ab Zikr Na Ho Us Ka

Who Shakhs Wafa Dushman

Ab Apna Howa Dushman

Ab Us Say Nahen Milna

Ghar Us K Nahen Jana

Han A Dil-A-Diwana

Haan! Kal Say Nahen Jayengay

Par Aaj To Ho Aayen

Us Ko Nahen Pasaktay

Khud Ko Chalo Kho Aayen

Tu Baaz Na Aaye Ga

Mushkil Tujhay Samjhana

Who Bhe Tera Tha Kahna

Yah Bhe Tera Farmana

Haan A Dil-A-Diwana

Chahat Main Kia Dunia Dari Ishiq Main Kaisi Majbori
Logon Ka Kia Hai Sumjhanay Do Logon Ki Apni Majbori

Main Nay Dil Ki Baat Rukhee Or Tum Nay Dunia Walon Ki
Meri Arz Bhi Majbori Thee Un Ka Hukum Bhi Majbori

Rok Sako Tu Pehli Barish Ki Bondon Ko Tum Ruko
Kuchee Miti Tu Mehkay Ge Hai Miti Ki Majbori

Jab Tak Hansta Gata Mousum Apna Hai Sub Apnay Hain
Waqat Paray Tu Yaad Aati Hai Majbori Sirf Majbori

jab tanha jee ghabrata hai
pardes main ghar yaad aata hai,

mitti ki meethi khushboo thi,
peepal ki thandi chaon thi,
sooraj jab sar pe aat hai,
yaad aati hai mujhe gaoon ki,
yahan din kaate nahin kat ta hai,
wahan jaldi raat ho jaati thi,
AC ki thandak hai lekin ,
raaton ko jaagta rehta hoon,
pankhe ki garm hawa main bhi,
mujhe ghar main neend aa jaati thi,

jab maazi ka koi lamha ,
sapna ban ke tarpata hai,
pardes main ghar yaad aata hai,

kuch apne dete the ghao,
kuch in pe namak chirakte the,
lekin kuch piare piaron ke,
zpkhmon pe marham rakhte the,
yunhi kuch apne apno ki,
jalti hui aag main jalte the,
is des main ham sab pardesi,
kuch kushian dhoondne aae the,
par sab ko gham tarpata hai,

dam sab ka ghut ta jaata hai,
pardes main ghar yaad aata hai,

yeh ishq sarasar dhoka hai,
koi bhi is ka naam na le,
na saaqi ho naa maykhana,
koi haathon main jaam na le,
par us soorat main kia kejiye,
jab chori se chupke chupke ,
koi dil main bas jaata hai,
raaton ki neend churata hai,

koi ho kar begana jab,
apnon sa payar jatata hai,
pardes main ghar yaad aata hai

**دوست روٹھ جاتے ہیں**

کہاں سے ڈھونڈ کے لاؤں
اب اپنے دوستوں کو میں
جو محفل کی جان تھے
پہچان تھے محبت کی
شان تھے رفاقت کی
مان تھے اعتماد کا
دوستی کے پاس کا
مانا یہ کہ زندگی نے
دوریاں بڑھائی ہیں
اپنے اپنے کاموں میں
یوں مصروف ہو گئے ہم
کہ خواب تک نہ لکھے
اور دوستوں کی باتوں کے
جواب تک نہ لکھے
دنیا نے جہاں پھینکا
تپتی ریت صحرا کے
سراب تک نہ لکھے
پھر ایسے میں گِلا کیسا
کہ ہاتھ چھوٹ جاتے ہیں
منزلوں کو پانے میں
اپنا آپ بچانے میں
اکثر ایسے ہوتا ہے

کہ دوست روٹھ جاتے ہیں

Kitne Aziyat Say Uss Nay Mujh Ko Bhulaya Ho ga…
Mere Yadoon Nay Ussay Khub Rulaya Ho Ga..
Baat Be-Baat Aankh Uss Ki Jo Chalki Hoo Gi…….
Uss Nay Chahray Ko Bazuoon Main Chupaya Ho Ga
Soocha Hoo Ga Uss Nay Din Main Kaye Baar Mujhy…….
Naam Hathele Par Bhe Likh Likh Kay Mitaya Ho Ga…
Jahan Us Nay Mera Ziker Suna Hoo Ga Kisi Say..
Uss Ki Aankhoon Main Koe Aansoo Tu Aya Hoo Ga..
Raat Kay Bhegnay Tak Neind Na Aye Ho gi Tujhy……..
Tuu Nay Takeye Ko Bhe Senay Say Lagaya Ho ga..
Hoo Kay Nidhal mere Yadoon Say Tuu Nay Jana………
Mere Tasveer Pay Sar Apna Tikaya Hoo Ga……
Poocha Hoo Ga Jo Kisi Nay Tere Halat Ka Sabab….
Tuu Nay Batoon Main Khub Us Say Chupaya Ho Ga….

Sitaray jo chamakte hain…

kisi ki chashm-e-hairan mein

mulaqatain jo hoti hain..???

jamal-e-abr-o-baran mai..

ye na-aabad waqton mai..

dil-e-nashaad mai hongi..

Mohabbat ab nahi hogi..

Ye kuch din baad mai hogi..

Guzer jayenge jab ye din..

YE UNKI YAAD MAI HOGI..!!

KiA TuM BhI ?? KiA TuM BhI ?? ShAm

Jun 2, 2008 Author: admin | Filed under: Urdu Nazam

KiA TuM BhI ??

KiA TuM BhI ??
ShAm ki DehleeZ Pay Aas ka DiYa JaLaTaY Ho
AuR KiSi BerG.e.AwaRa ki aahat PeR
DerWazAy Ki JaNiB BhAgHay JaTay ho
KiA Tum Bhi??

DeRd ChUpanay Ki KoShIsH keRtaY KeRtaY
AkSeR ThAk SaY JaTay Ho
AuR Bin KarUn MuSKaTay ho
KiA Tum Bhi??

NeeNd Say PehLay PaLkoon Per DhaiRooN khawaB SaJatAy Ho
Ya PheR!!!
ByKhawAb JaZeeRoon Mae
RooTay RooTay So JaTay Ho
KiA Tum Bhi??

wafa nibhany ki
jo Qeemat
mujy ada karna pari hai
us sy mujy
aisa lagta hai
jasy
mera wajooooooooood
kisi haqeer tinky ki tarah
ider uder
hawa ma
bikhar raha hai………!
**shayad**

Phir usi raah-guzar par shayad
ham kabhi mil saken magar shayad

jaan pehchaan se kyaa ho gaa
phir bhi aay dost Ghaur kar shayad

muntazir jin ke ham rahe tum ho
mil gaye aur ham-safar shayad

jo bhi bichray hain kab mile hain ’Faraz’
phir bhi tuu intizaar kar "SHAYAD"……!! !!

Categories

Mobile Talks Free sms (beta) Poetry Blogs - BlogCatalog Blog Directory

Recent Comments