bekhudi ki zindagi hum jiya nahi karte.
jaam dusron se cheen kar hum piya nahi karte.
agar unko mohabbat hai toh hum se akar izhaar kare.
peecha hum bhi kissi ka kiya nahi karte